Kuch baatein ankahi si.....!!!!
usse dekhna achha lagta hai,
din gujarte hai,
par samay kat ta nahi.
zindagi chalti jaati hai,
bas samay thamtha nahi.
yaadi aati hai,
yaadi aati hai,
par usse iski khabar he nahi.
ankahi fariyaad....!!!
ankahi fariyaad....!!!
baatein bahut saari hai,
par usse batani nahi.
unse kuch chupaane nahi,
par unhe batane ki himmat nahi.
ankahi baatein ...!!!
ankahi baatein ...!!!
usse dekhna achha lagta hai,
par usse ye jatana nahi.
milna ka mann karta hai,
par usse kabhi pocchna nahi.
uske saath rehna pasand hai,
par uska kabhi samay lena nahi.
ankahe ahsaas...!!!
ankahe ahsaas...!!!
uske bina adhura sa hun,
par kabhi pura hona nahi.
thori se jagah dil mein chahta hun,
par usse kabhi ye baatein kahna nahi.......
Kuch ankahi baatein ...!!!!
Kuch ankahi baatein ...!!!!
2 comments:
gaurav....bata de yaar usko....nhi toh bht late ho jayega
kya bataun.. bas sab sahi hai re :)
Post a Comment